Begano se dosti ki gunjais nahi hoti,
Mout ke badh koi khavaish nahi hoti.
Saayad koi pyaar bhara dil tuta hoga,
Warna November ke mahine mein barish nahi hoti…
...Care to say no, or yes, or never, or forever. They can change their history. They are simple words, with enormous strength...
Is dil ka kaha maano ek kaam kar do,
Ek be-naam si mohabbat mere naam kar do,
Meri zaat par faqat itna ehsan kar do,
Kisi din subha ko milo aur shaam kar do.
Pyar “INSAN” Se Karo Uski “Aadat” Se Nahi,
“Rutho” Unki “Baato” Se Magar Unse Nahi,
“Bhoolo” Unki “Galtiya” Par Unhe Nahi,
Kyuki “Rishto” Se Badhkar Kuch Bhi Nahi.
...Life offers no promises or guarantees Only possibilities and opportunities...
MOhaßßat ka kOi alfaz nahi hOta,
Fir ßhi ism€ kuch raaz nahi hOta,
Kar ðeti hai ßa¥an aankh€ saß kuch,
iska aur kOi ðusra andaaz nahi hOta
Subha me koi mera sms aaye to,
Yu na samajna mene aapko pareshan kiya,
Iska matlab hai aap wo khas hai,
Jise mene apni aankhe khulte hi yaad kiya…
Yun to meri har baat samjh jaty ho tum.....
phir b kyun mujhe sataty ho tum.....
tum bin koi or nahi hai mera.....
kya isi baat ka faida uthaty ho tum...
Dosti ki hai to nibhayenge hum pehle,
Musibat aayi to haath badhayenge hum pehle,
Zindgi to ji lenge saath me par,
Maut aayi to jayenge hum pehle…
Ek roz yoonhi chalte chalte
usne puchaa mujhse,
koun ho tum?
Aur koun hoon mein?
Mai muskuraya aur kahaa,
raasta hoon main,
aur manzile ho tum..!!.....................
Muhabbat pe
qurbaan kai baar huye
dhoke se halkaan kai baar huye
koshis har baar ki naya ghar basane ki
maana ki biyaabaan kai baar huye
maat hi mili har sheh ki chaal pe apni
aise zindagi k imtihaan kai baar huye
farishta maana tha insaan ko muhabbat ka
farishte bhi insaan kai baar huye
aaj hai kuch ranzish unhe humse is kadar
jo pehle meherbaan kai baar huye
hasrate nai nai paalne me kya jaata hai
maana ki khaak armaan kai baar huye